Thursday, 22 September 2011

ES PIAYARI SUBH ka AGHAZ

*,,,*,,,*,,,*,,*
ES PIAYARI SUBH ka AGHAZ
US PIAYARI ZAAT *=*=*=*=*=*=* * w * * K BABRKAT Naam SAY....!! Jis Ne Hamain Eman Wal0n me Paida Kya.
Aslam-o-ALikum
SUBAH BAKHER ..

You May Win The GAME

"Never Play With Feelings Of Others".!
Bcoz
"You May Win The GAME''..!
But
''You'll Surely Lose The Person For Ever"

Tere Yaad A rhi Hay Kia Karo

"""AA JAO'
K'
Teri yad aa rhi he
Meri jan ja rhi he
Na rat kt rhi he
Na neend aa rhi he
"""AA JAO'
Mujhy Q sta rhe ho
Mujhy Q rula rhe ho
Tum Q meri chaht ko
yon azmaa rhe ho
""" AA JAO'
Aysa na ho k any min
Phir der ho jay
Tujhy rona prr jaye
Mujhy khona prr jaye
" AA JAO'
AB
"AA JAO.

Piyar Ka Bazar


Koi Aisa Pyar Ka Bazar Hota..
Jis Me Neelaam Wo Sar-e-Aam Hota..
Hum Usay Kharidte Khud Ko Baich Kar..
Or!
Phir Dekhte Kaise Wo Kisi or K Naam Hota..

Kahan Wafa Milti Hay in Haseen Insanoo say Aye Dost

Poetry Sms
Kahan Wafa Milti Hay in Haseen Insanoo say  Aye Dost

.
.
.
.
.
.
.
.
.

Toot Jaye Na Bharam Hont Hilao Kayse

~~~~غرل
ٹوٹ جاۓنہ بھرم
ھونٹ ہلاھوںکیسے.
حال جیسابھی ھے
لوگوںکوبتاؤں
کیسے.
خشک آنکھوںسے
بھی اشکوںکی
مہک آتی ھے.
میںتیرےغم کو
ذمانےسےچھپاؤں
کیسے.
توھی بتامیری یادوںکوبھلانےوالے
میںتیری یادکواس
دل سےبھلاؤںکیسے.
پھول ھوتاتوتیرے
درپےسجارہتا.
ذخم لےکرتیری
دہلیزپہ آؤںکیسے

Wednesday, 21 September 2011

Us roz kisi pal mujhe araam na aaya

*** UDAS SHAM KAY WAQAT***

Us roz kisi pal mujhe araam na aaya,
Jis roz mere lab pe tera naam na aaya,
Humne us sham ko sham na kaha,
Jis sham tu yaad sar-e-aam na aaya.

Wednesday, 14 September 2011

Gham-e-tohin se kubul nahi ayega

Dunya ki gurbat me sukun nahi ayega,
Gham-e-tohin se kubul nahi ayega.
Maklul ki fitrat he ye kafir,
Dimag phat jayega par yeh sher samajh nahi ayega.

Hum hi message kar-kar kay apni yaad dilayenge apko


Rishta banaya hai to nibhayenge bhi,
Har pal aapko hasayenge gain satayenge gain,
Pata hai aapko to fursat nahi yaad karne ki humain,
Hum hi message kar-kar kay apni yaad dilayenge apko.

Friday, 9 September 2011

Udhr ekharf th kushtani,yhan lakh uzr tha guftani.

Faiz ahmad faiz
Na ganwao nawak.e.neem kash,dil.e.rdza reza ganwa dia.
Jo buchey hn sang samet lo tan.e.dagh dagh luta dia..
.
Mere chara gar ko navid ho saf.e.dushmana ko khbr kro.
Jo wo qarz rkhte the jan per wo hsab aj chuka dia..
.
Karo kuj jbin br sar.e.kafan,mre qatilon ko khbr na ho.
K ghrur.e.ishq ka bankpan pas.e.burg hm ne bhula dia..
.
Udhr ekharf th kushtani,yhan lakh uzr tha guftani.
Jo kaha th sun k ura dia jo likha th parh k mita dia..
.
Jo ruke to koh.e.garan th hm jo chle to jan se gzr gae.
Rah.e yad hm ne qadam qadam tjy yadgar bna dia.

Farishte Zameen Par

Jume k Din

AsaR Ki NAMAZ

k Bad

Farishte Zameen Pr Sone k wark

or

Chandi k Kalam

Sy Durood PAK

Prnay walon k Nam Liktay Hain

Juma k Din Suraj Ghurob Hony Tak Jitna Ho Saky

Durood Sharif

Prhiye

or

koi is neki Se Mehroom Na Rahy

ALLAH Apko

iska Ajar ATA FARMAY AMEEN.

"JUMMA MUBARAK

Wednesday, 7 September 2011

Barbad Kar Dayte Hain Apne App Ko Yeh Ajj Kal Kay Larkay

Funny Non Veg Shayari

Jidhar Dheko Ishq Kay Bemar Bhete Hain 
Hazaroon Maar Mit Gaye Lakho Ready Bhety Hain 
Barbad Kartay Hain Khud Ko Larkiyo Kay Pichy
Phir Khetay Hain Nokri Tu Lagwa Do BerozGar Bhet Hain

Mere Baat Suno Zara

 Funny Filmi Poetry

Mujhe par Aik  Ahsaan Ye krna
k mujh pe koi ahsaan na kArnA

Aag Lagi The Mere Piayre Ghar Ko Wasi Shah

Wasi Shah Poetry

Aag lagi thi mere ghar ko WASI Shah,
Usne pocha kiya bacha hai,
Maine kaha ek mein hi bacha hon,
Usne hans kar kaha to phir jala hi kya hai...???

Fruits Gup Shup

Funny Messages

Akhrot:Meri shakal dimagh jesi hy
Bhindi: Mai to ungli ki tarh hu
Lobia: Mai gurdy jesa hun
Badam: Me aankh jaisa
Kela: Sharmaty huay.

Mere Dil Kay Zakham Bhar Jain Gain

Non Veg Shayari 

Zakham Mere Dil K Bher jain ge
Aansu B Moti Ban kr Bikher jain gay
Ye Mat Pochna K
Kis kis Ne Dard dya
Warna Kuch Mere Apnon K Naqab utter jain gay...

Kamyad Log

Zindgi me 2 logon ka bht khyal rkhna 1:wo jis ne tmhri JEET k lye sab kch haara h(Father) 2nd:wo jis ki Duaon se tm ne sb kuch Jeta ho(Mother
GuD 9i8

Aslaam-0-Alekum | Flahi Message For All Please Send 2 other's

Aslaam-0-Alekum
Dr.Naeem Ali Microbiologist of Quaid-e-Azam univrsty Islamabad ne apni research se prove kiya hy k Apple juice mein Lemon k chnd qtray mila kr "Dingi Virus" k patient ko pilaya jaye tou iss se pletelets ki tadad mein boht ziyada ezafa ho jata hy
Ye "dingi virus" ka Mo'ussar or aazmoda elaj hy,
Plz jahan tak ho sake is msg ko sadqa-e-jariya samjh kr frwd karen ho sakta hy apka1 msg kisi 1ki zindagi bacha Ley
ALLAH RBB-UL-IZAT apko ajar dy.

Aur Tum Ko Manzil Ka Rasta Mil Jaye

Tufail Hoshiarpuri Poetry



Marhoon-e-Asma Jo Rahey Un Ko Dhekh Kar

Urdu Poetry of Love


Aashiq ka apanay akhri dedar dekhna hay

Meer Taqi Meer Poetry in Urdu

Annkhon mein ji mera hay idhar yehhr dekhna
Aashiq ka apanay akhri dedar dekhna

Kaisa chaman kay ham se asiron ko mana hay
Chak-e-qafas se bag ki diwar dekhna

Ankhen churaio na tuk abr-e-bahar se
Meri taraf bhi didah-e-khunbar dekhna

Ay ham-safar na able ko pahunche chashm-e-tar
laga hay mere paon mein a kar dekhna

Hona na char chashm dik uss zulm-paishah se
Hoshiyehhr zinhar khabardar dekhna

Sayehhd dil hay dag-e-judai se rashk-e-bag
tujh ko bhi ho nasib yeh gulzar dekhna

Gar zamzama yehhhi hay koi din to hamsafar
Is fasl hi mein ham ko giraftar dekhna

Bul-bul hamare gul pe na gustakh kar nazar
Ho jayehga gale ka kahin har dekhna

Shayehhd hamari khak se kuch ho bhi ae nasim
Girbal kar ke kucha-e-dildar dekhna

Us khush-nigah ke ishq se parhez kijio 'Mir'
Jata hay leke ji hi yeh azar dekhna

Biography of The Meer Taqi Meer

Biography 


Meer Taqi Meer Poetry

Syed Amanullah Meer Taqi ended up being really the only kid of an Sufi saint, Meer Muttaqi. While Meer ended up being somewhat little one, the papa investigating the deal with employed to declare and that is this specific flames using as part of your cardiovascular that may be showing on the deal with. Sufis are generally buffs involving Our god so they imagined who's ended up being your flames involving enjoy pertaining to Allah. Moving into a new surroundings involving sufism at the quite small get older got outstanding relation to Meer. They would not get very much needs pertaining to life issues.


Mere Maalak Nay Mere Haq Main Yeh Ahsan Kia

Meer Taqi Meer Poetry